Aage Aage Chahat Chali

Testo di Aage Aage Chahat Chali

Durata4:31
Lingua originaleMS
Visualizzazioni532
Coordinate del testo

Testo originale

MS
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Aage aage chahat chali peeche peeche dil chal pada kaise bhala roku isse yeh toh hai deewana bada bekhudi jaane na kutch kaha mane na har dhadkan pe hai yeh jaadu pyaar ka deewangi ka aalam na pucho koi nasha chaya hai ho o o o aawargi ka mausam to dekho khusboo yeh jaan laaya hai bekhabar mastana dard se anjaana na koi bhi hal hai iss bekaraar ka aage aage chahat chali piche piche dil chal pada kaise bhala roku isse yeh toh hai deewana bada jaane eh kaisa naata hai man ka bin dor ke bandhe hai rab se dua main sham savere mehboob ko mange hai keh raha hai safar aayegi woh nazar gujar jayega lamha intezar ka aage aage chahat chali piche piche dil chal pada kaise bhala roku ise yeh to hai deewana bada bekhudi jaane na kutch kaha mane na har dhadkan pe hai yeh jaadu pyaar ka aage aage chaahat chali piche piche dil chal pada kaise abhala roku ise yeh to hai deewana bada