Mujh Se Khushiyaan Le

Testo di Mujh Se Khushiyaan Le

GenerePop
Durata6:01
Lingua originaleIndonesiano
Visualizzazioni141
Coordinate del testo

Testo originale

ID
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Chund kaliyan nishat ki chun kar Mudatoon mehw-e-aass rehta hoon Tujh say milna khushi ki baat sahi Tujh say mil ker udhas rehta hoon Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool Woh mila tu rang-o-khushboo app he mil jainge Woh mila tu rang-o-khushboo app he mil jainge Us say milnay us k ghar main le chala kaghaz k phool Us say milnay us k ghar main le chala kaghaz k phool Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool Tu naheen tha saath teri yaad thee gulshan main aaj Tu naheen tha saath teri yaad thee gulshan main aaj Phool mujh ko lug rahay tay bad numa kaghaz k phool Phool mujh ko lug rahay tay bad numa kaghaz k phool Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool Us ke anay say mehuk uthay hian guldanon main yeh Us ke anay say mehuk uthay hian guldanon main yeh Mudataoon jin ko jahan kehta raha kaghaz k phool Mudataoon jin ko jahan kehta raha kaghaz k phool Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool De gaye kaghaz ke phool de gaya kaghaz k phool de gaya kaghz k phool