Jana Tha Hum Ne

Testo di Jana Tha Hum Ne

GenerePop
Durata4:37
Lingua originaleGL
Visualizzazioni282
Coordinate del testo

Testo originale

GL
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Meri Soi Himmat Jaagey Duniya Hai Meray Aagey Jawaan… Hoon Mein Jawaan! Jhootey Khwaab Peechay Chorey Jeewan Se Naata Joray Rawaan… Hoon Mein Rawaan! Diye Ko Na Bujhaana Duniya Ko Hai Sajana Bhulaana… Na Bhulaana! Dil Ne Ab Hai Jaana Badley Ga Yeh Zamaana Ab Tu Jaag…. Jaana Tha Humne Ab Jaayien Kahaan? Paana Tha Jo Bhi Woh Hai Paana Yahaan Ab Himmat Se Hai Mera Saara Jahaan Mein Dhoondoon Ga Sab Nishaan Mein Chooloonga Saaray Aasman Saarey Yaar Tujhe Se Roothay Teri Aarzoo Na Tootay Jawaan… Ho Tu Jawaan! Zindagi Mein Gham Hain Saare Zindagi Se Tu Na Haarey Rawaan… Ho Tu Rawaan!