Dil Ki Pareshaaniya

Testo di Dil Ki Pareshaaniya

GenereClassico
Durata2:50
Lingua originaleUZ
Visualizzazioni138
Coordinate del testo

Testo originale

UZ
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Dil ki pareshaaniyaan, ishq ki veeraniyaan Koun sunegaa meri, dard bhari daastaan Dard bhari daastaan Dil ko mere tod ke, saath meraa chhod ke Tune to sab paa liyaa, mein ne gawaayaan jahaan Dard bhari daastaan Dil mein teri yaad hai, phir bhi yeh barbaad hai Dil mein teri yaad hai, phir bhi yeh barbaad hai Tu hi bataa de mujhe, mein hun kahaan, tu kahaan Mein hun kahaan, tu kahaan, dard bhari daastaan Dil ki pareshaaniyaan, ishq ki veeraniyaan?? Teri nazar kyaa phiri, phir gaee taqdeer bhi Teri nazar kyaa phiri, phir gaee taqdeer bhi Rone lagee zindagi, hans ne lagaa aasmaan Hans ne lagaa aasmaan, dard bhari daastaan Dil ki pareshaaniyaan, ishq ki veeraniyaan Koun sunegaa meri, dard bhari daastaan Dard bhari daastaan