Sawaar Loon

Testo di Sawaar Loon

GenerePop
Durata9:43
Lingua originaleTL
Visualizzazioni344
Coordinate del testo

Testo originale

TL
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara Sanwaar loon haaye sawaar loon Sawaar loon haaye sawaar loon (x2) Baramade puraane hain, nayi si dhoop hai Jo palke khatkhata raha hai kiska roop hai Shararatein kare jo aise bhoolke hijab Kaise usko naam se, main pukar loon Sawaar loon, sawaar loon Sawaar loon haaye sawaar loon Yeh saari koyalein bani hain aaj daakiyan Kuhu-kuhu me chitthiyan padhe mazakiyaan (x2) Inhe kaho ki naa chhupaaye Kisne hai likha bataaye, Uski aaj main nazar utaar loon Sawaar loon haaye sawaar loon Sawaar loon, sawaar loon! Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara