Dil Ki Aawaaz Hoon

Testo di Dil Ki Aawaaz Hoon

Durata4:16
Lingua originaleTedesco
Visualizzazioni265
Coordinate del testo

Testo originale

DE
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
dil ki aawaaz hoon saanson mein basalo mujhko - 2 main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... hoon wo khushboo jo hawaayon mein bikhar jaati hai - 2 raaj ban jaayungi sine mein chhupalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... dil ki dhadkan mujhe har baar yehi kehti hai - 2 main amaanat hoon ??? sanbhaalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... usaki dil lene ka andaaj niraala thehara - 2 ??keh raha tha ke anghoti mein sajaalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... unaki khwaayish hai ki mahtaab rahein baadal mein - 2 julf kehti ki chehare se hataalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... aajamaalena meri maa ki duwaayon ka asar - 2 ??khaadi ko shauk se jab chaahe bulaalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz...