Apni Aankhon Ke Samundar Mein

Testo di Apni Aankhon Ke Samundar Mein

Durata6:11
Lingua originaleMS
Visualizzazioni78
Coordinate del testo

Testo originale

MS
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Apni aankhon ke samundar mein utar jaane de Tera mujrim hun mujhe doob ke mar jane de Aye naye dost na samjhunga tujhe bhi apna Pehle maazi ka koi zakhm to bhar jaane de Aag duniya ki lagayee hui bujh jayegi Koi aansoon mere daaman pe bikhar jaane de Zakhm kitne teri chahat se mile hain mujhko Sochta hun ke kahun tujh se magar jaane de.