Saans Lo

Testo di Saans Lo

Lingua originaleUrdu
Visualizzazioni73
Coordinate del testo

Testo originale

UR
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Dil ke bikhre tukray chun lo Saans lo Iss weeraan jahaan mein Koi nahin par tum khud tau ho Saans lo Woh naa sahee par uss ki yaad lahoo mein daurtee phirtee tau hai Saans lo Usee tumhaari fikr naahin par Uss ke khyaal mein suroor tau hai Guzr jaayeinge yeh bhee din Phir le gi chaahat nyaa asar Phir ho ga inkhishaafe husne zan Saan lo Dharkan nazar aawaz Chamakti raat Haseen chehre Saans lo