Kabhi Mausam Hua Resham

Testo di Kabhi Mausam Hua Resham

GenerePop
Durata4:50
Lingua originaleTurco
Visualizzazioni382
Coordinate del testo

Testo originale

TR
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
kahi baarish hui rimzim mujhe tum yaad aaye kahi koyal ki kuh kuh se kahi payal ki cham cham se mujhe tum yaad aaye woh saundhi saundhi khushbu bhi un chanchal chitwan aadao ki saawan ki dheemi hawaaye bhi baatein tumhari kare deewana dil hua gumsum mujhe tum yaad aaye kabhi mausam hua resham kahi baarish hui rimzim mujhe tum yaad aaye yeh panghat sune sune hain woh khali khali jhule hain lehrata saaagar kinara tum bin adhura lage lehar kadmo se takrai mujhe tum yaad aaye kabhi mausam hua resham kahi baarish hui rimzim mujhe tum yaad aaye