Chaand Taare Tod Laoon

Testo di Chaand Taare Tod Laoon

GenerePop
Durata4:48
Lingua originaleMS
Visualizzazioni292
Coordinate del testo

Testo originale

MS
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Jo Bhi Chaahoon Vo Main Paoon Zindagi Mein Jeet Jaoon Chaand Taare Tod Laoon Saari Duniya Par Main Chhaoon Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Chaand Taare Tod Laoon Saari Duniya Par Main Chhaoon Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Yaar Tu Bhi Sun Zara Aarzoo Meri Hai Kya Main Kya Ban Jaana Chaahta Hoon Main Kahan Kharaab Hoon Main To Lajawaab Hoon Main Ye Manvana Chaahta Hoon Maan Ja Ay Khuda Itni Si Hai Dua Main Ban Jaoon Sabse Bada Main Ban Jaoon Sabse Bada Mere Peechhe Mere Aage Haath Jode Duniya Bhaage Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Shaan Se Rahoon Sada Mujhpe Log Hon Fida Haseenayein Bhi Dil Hon Khoti Dil Ka Ye Kamal Khile Sone Ka Mahal Mile Barasne Lage Heerein Moti Maan Ja Ay Khuda Itni Si Hai Dua Main Jyaada Nahin Maangta Main Jyaada Nahin Maangta Saari Daulat Saari Taakat Saari Duniya Par Hukoomat Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai