Ho Teri Stuti

Ho Teri Stuti के बोल

शैलीGospel / Religious
मूल भाषाउर्दू
व्यूज़36
गीत निर्देशांक

मूल बोल

UR
अनुवाद अभी उपलब्ध नहीं है। मूल बोल दिखाए जा रहे हैं।
18
Ho teri stuti aur aradhana Karta hu mein tujhse yeh prarthana Mahima se teri tu is jagah ko bhar Jo bhi tu chahe tu yahan par kar Hale-hallelujah-hallelujah-hallelu Hale-hallelujah-hallelujah-hallelu Karuna se teri naya din dikhata hai Dhal banker meri mujhe bachata hai Jab main pukaru tu daude aata hai Jab main giru mujhe uthata hai Hale-hallelujah-hallelujah-hallelu Hale-hallelujah-hallelujah-hallelu Sare jahan mein tujhsa koi nahi Tujhko chod koyi prabhu hai hi nahi Ghutne main teku bas tere saamne Tu hai mera prabhu tu mera pita Hale-hallelujah-hallelujah-hallelu Hale-hallelujah-hallelujah-hallelu