Nazaron Se Chhup Gaya

Nazaron Se Chhup Gaya के बोल

शैलीInstrumental
अवधि3:12
मूल भाषाGL
व्यूज़353
गीत निर्देशांक

मूल बोल

GL
अनुवाद अभी उपलब्ध नहीं है। मूल बोल दिखाए जा रहे हैं।
18
Lata: Nazaron se chhup gaya hai, taqdeer ka savera -2 Girataa hai jo bhi aansoo, leta hai naam tera Hemant: Ham reh gaye tadap kar, munh zinadagi ne phera Girataa hai jo bhi aansoo, leta hai naam tera Nazaron se chhup gaya hai, taqdeer ka savera Lata: Duniya mein ham ye kaisi taqdeer le ke aaye Tukade dil-o-jigar ke, ashkon mein muskuraaye Hemant: Hansti hai mujh pe kismat, rota hai pyaar mera Lata: Girata hai jo bhi aansoo leta hai naam tera Hemant: Nazaron se chhup gaya hai, taqdeer ka savera