Dar Lage Duniya Se Balama

Dar Lage Duniya Se Balama के बोल

शैलीInstrumental
अवधि2:55
मूल भाषाEO
व्यूज़640
गीत निर्देशांक

मूल बोल

EO
अनुवाद अभी उपलब्ध नहीं है। मूल बोल दिखाए जा रहे हैं।
18
lata: dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana -2 talat: gham kyun ho -2 tere saath saath, tera deewana, tu deepak mein hun parwaana lata: dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana lata: o.. o.. o.. mujhe kar de na koi tujhse juda, darati hoon bahut duniyaa se talat: ho..o..o..o kab hoti hai dil se dhadkan juda, kab naghma juda beena se lata: dil bole, sun bhole sajana ho, duniya ko nahin samajaana talat: gham kyun ho -2 tere saath saath, tera deewana, tu deepak mein hun parwaana lata: dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana talat: ho..o..o..o aaja sapnon mein jeevan yun chhod den, bahe jaise nadi mein paani lata: o.. o.. o.. meri himmat badhaayen rehna, sajan nadiyaa hai badi toofaani talat: toofaan se, ghabhara mat jaana, ho yun hi ulfat ki naav chalaana lata: sun balama, sun balama, chale saath saath,chaahe mar jaana, hamen ab to hai pyaar nibhaana talat: gham kyun ho -2 tere saath saath, tera deewana, tu deepak mein hun parwaana lata: dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana