Jaana 2

Jaana 2 के बोल

शैलीAlternativo Indie
अवधि5:55
मूल भाषाMS
व्यूज़290
गीत निर्देशांक

मूल बोल

MS
अनुवाद अभी उपलब्ध नहीं है। मूल बोल दिखाए जा रहे हैं।
18
--MALE-- Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Hum dono ko milna tha jaana Pyaar yunhi yeh khilna tha jaana --FEMALE-- Meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Tu rahe to rahe meri zindagi, kehta hoon rab se --FEMALE-- Sang tere bitaaoon main har khushi, ab se yahin se --MALE-- Tera naam meri subah se naa jaaye --FEMALE-- Jo tu naa rahe to meri jaan jaaye Meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Faasle ho rahe hai kam jaaneman, bas ek pal mein --FEMALE-- Ek jaan ban gaye hai yeh do badan, bas ek pal mein --MALE-- Yeh jo bhi nasha hai, bada hi mazaa hai --FEMALE-- Yahan dhadkanon ki yehi to sadaa hai --FEMALE-- Meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Hum dono ko milna tha jaana Pyaar yunhi yeh khilna tha jaana --FEMALE-- Oh, meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Mm, maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Tujhse milke yun laga manzil meri hai yahan --BOTH-- Mm hmm hmm hmm, la