Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi 2

Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi 2 के बोल

शैलीPop
अवधि5:09
मूल भाषाSQ
व्यूज़278
गीत निर्देशांक

मूल बोल

SQ
अनुवाद अभी उपलब्ध नहीं है। मूल बोल दिखाए जा रहे हैं।
18
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi donon ko ik ada mein razaamand kar gayi dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-pa pahunche kiraam-e-yaar bhi kya gul-katar gayi mahazaar ne bhi kaam kiya waan naqaab ka masti se har nigaah tere ruk par bikhar gayi maara zamaane ne ' asadullaah khaan' tumhein wo walawale kahaan wo jawaani kidhar gay