Saawan Bairi

Paroles de Saawan Bairi

GenrePop
Durée4:33
Langue originaleTL
Vues49
Coordonnées des paroles

Paroles originales

TL
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
Bheega bheega sa man hai Bheega bheega sa hai sama Bheegi bheegi si aag hai Bheega bheega sa hai dhuaan Ho na subah aur bewajah Na jaaye jaaye na yeh ghadi Saawan bairi, saawan bairi Aag lagaaye sawan bairi Saawan bairi, saawan bairi Barse jaaye saawan bairi Palkon tale sapne bane Baat mujhse kare bekhudi Saawan bairi, saawan bairi Aag lagaaye sawan bairi Saawan bairi, saawan bairi Barse jaaye saawan bairi Aaoon main teri baahon mein Kho jaaoon, chhup jaaoon Chhoo loon jo, tujhe chhoo loon to Khud ko hi chubh jaaoon Ab doori na zara si na Raat ki baat hai, baat koi na ji haan.. Aadhi teri, aadhi meri Raat yeh baant lein chal abhi Saawan bairi, saawan bairi Khoob sataaye sawan bairi Saawan bairi, saawan bairi Aag lagaaye sawan bairi