Khayalon Mein Kisi Ke

Paroles de Khayalon Mein Kisi Ke

Durée5:28
Langue originaleHR
Vues299
Coordonnées des paroles

Paroles originales

HR
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
khayalon Mein Kisi Ke, Is Tarah Aaya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte dilon Ko Raund Kar Dil Apna Behlaya Nahin Karte jo Thukraye Gaye Ho Unko Thukraya Nahin Karte dilon Ko Raund Kar hansi Phoolon Ki Do Din Chandni Bhi Chaar Din Ki Hai chandni Chaar Din Ki Hai mili Ho Chand Si Soorat To Itraya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte khayalon Mein Kisi Ke jinhe Mitna Ho Woh Mitne Se Dar Jaaya Nahin Karte woh Dar Jaaya Nahin Karte mohabbat Karnewale Gham Se Ghabraya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte khayalon Mein Kisi Ke mohabbat Ka Sabak Seekho, Yeh Jaakar Jalnewalon Se yeh Jaakar Jalnewalon Se ke Dil Ki Baat Bhi Lab Tak Kabhi Laaya Nahin Karte jo Thukraye Gaye Ho Unko Thukraya Nahin Karte geeta: khayalon Mein Kisi Ke, Is Tarah Aaya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte khayalon Mein Kisi Ke