Chand See Mehbuba Ho Meree

Paroles de Chand See Mehbuba Ho Meree

Durée3:54
Langue originaleCS
Vues285
Coordonnées des paroles

Paroles originales

CS
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
Chand see mehbuba ho meree, kab aaisa maine socha tha han tum bilkul waisee ho, jaisa maine socha tha naa kasme hain naa rasme hain, naa shikwe hain naa wade hain ek surat bholee bhalee hai, do naina sidhe sade hain aaisa hee rup khayalo me tha, aaisa maine socha tha han tum bilkul waisee ho, jaisa maine socha tha meree khushiya hee naa bate, mere gam bhee sehna chahe dekhe naa khwab woh mehalo ke, mere dil me rehna chahe iss duneeya me kaun tha aaisa, jaisa maine socha tha han tum bilkul waisee ho, jaisa maine socha tha chand see mehbuba ho meree, kab aaisa maine socha tha han tum bilkul waisee ho, jaisa maine socha tha