Sachi Muchi (feat. Harshdeep Kaur)

Paroles de Sachi Muchi (feat. Harshdeep Kaur)

Durée3:27
Langue originaleHindi
Vues93
Coordonnées des paroles

Paroles originales

HI
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
main gapp na koi maarun naa baat bolunga kacchi do teen saal se mujhko tu lagi laagne acchi, o hoo hoo tu jaan hai sachi muchi oh main gapp na koi maarun jo baat bolungi sachi main nakhreeli si chori hoon saath hi tere acchi, oo oo oo tu jaan hai sachi muchi o baat ansuni hai pyar se buni hai aaj doguni hai aarzoo ye khwaab hain chahatein ya mere dil ki aawazein jaanti hai tu tere kehne se li maine parvazein ye khwaab hain chahatein ya mere dil ki aawazein jaanti hai tu tere kehne se li maine parvazein main gapp na koi maarun jo baat bolungi sachi main nakhreeli si chori hoon saath hi tere acchi, oo oo oo tu jaan hai sachi muchi lejaa wahan tera jahaan pe ho jahaan maine ye dedi hai zubaan chalta jaaunga subah ko main laaunga honthon pe hansi shaamon ko baaton mein teri dhalta jaaunga main rajj ke chaahun tujhko le ishq mein teri nachi main chhad akal ki baatein phir aaj ho gayi bacchi, oo oo oo tu jaan hai sachi muchi o baat ansuni hai pyar se buni hai aaj doguni hai aarzoo ye khwaab hain chahatein ya mere dil ki aawazein jaanti hai tu tere kehne se li maine parvazein ye khwaab hain chahatein ya mere dil ki aawazein jaanti hai tu tere kehne se li maine parvazein