Chura Liya Hai

Paroles de Chura Liya Hai

Durée4:58
Langue originaleSR
Vues823
Coordonnées des paroles

Paroles originales

SR
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
--FEMALE-- Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam Oh, le liya dil, oh haai mera dil Haai dil lekar mujhko na behlaana Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam (Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein) -2x- Tum mere ho, ho tum mere ho Aaj tum itna vaada karte jaana Chura liya Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam --MALE-- Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko Hai vafa kya is jahaan ko Ek din dikhla doonga main deewana Chura liya Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam Le liya dil, haai mera dil Haai dil lekar mujhko na behlaana Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam -2x- Hm hm hm hm, hm hm hm hm