Dukh Ki Lehar Ne

Paroles de Dukh Ki Lehar Ne

GenrePop
Durée14:02
Langue originaleSL
Vues382
Coordonnées des paroles

Paroles originales

SL
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
Dukh ki laher ne chheda hoga Yaad me kankar pheka hoga Aaj to mera dil kehta hain, woh is waqt, akela hoga. Main to aaj bahut roya hu, Tu bhi shayad roya hoga. Mere chume huye haathon se, aur ko khat likhta hoga. Mera sathi sam ka tara, Tujhase aakh milata hoga. Yaadon ki jalti shabnam se, phoolon sa mukhra dhoya hoga. Naasir tera meet purana, Tujhko yaad to aata hoga.