Jiya

Paroles de Jiya

GenrePop
Durée3:54
Langue originaleHindi
Vues84
Coordonnées des paroles

Paroles originales

HI
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
jiya, main na jiya reza reza mera jiya jiya, main na jiya reza reza mera jiya main begaana sa tha deewana sa mujhko teri chaahat mein basa diya jiya, main na jiya jiya, main na jiya jiya ha main na jiya ho likhun hawaaon pe main nainon se naam tera ho saaye se main haathon ke saaya lun thaam tera ishq ka tu haraf jiske chaaron taraf meri baahon ke ghere ka bane hashiya jiya, main na jiya reza reza mera jiya jiya, main na jiya main na jiya naina, firozi nehar khwaabon ke paani mein ghar aise hoon main tere bin sehra ki jaise sehar saans mein tu bhare do jahaan se pare aake tujhse milun main mere sathiyaa jiya, main na jiya reza reza mera jiya jiya, main na jiya main na jiya