Aasan Nahin Yahan

Paroles de Aasan Nahin Yahan

GenrePop
Durée4:04
Langue originaleHindi
Vues532
Coordonnées des paroles

Paroles originales

HI
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
Aasan nahin yahan aashiq ho jaana Palkon pe kaaton ko sajaana Aashiq ko milti hai gham ki saugaatein Sabko na milta yeh khazana Baaton se aage, waadon se aage Dekho zaraa tum kabhi, ho Yeh toh hai shola, yeh hai chingari Yeh hai jawan aag bhi Jismon ke peecche bhaage ho phirte Utro kabhi rooh mein, ho Hota kya aashiq, kya aashiqhi hai Hogi khabar tab tumhein