Bahut Jataate Ho

Paroles de Bahut Jataate Ho

GenrePop
Durée7:14
Langue originaleHindi
Vues587
Coordonnées des paroles

Paroles originales

HI
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
18
ho ho ho bahut jataate ho chaah humse karoge kaise vivaah humse kasam khuda ki yahi kahunga tumhaare bin main na ji sakunga yeh dard kya hain, karaar kya hain, tumhe pata hain yeh pyaar kya hain deewaana pan hain deewaangi hain, suna hain maine yeh bekhudi hain wafa ki raaho mein jalna hoga, kahi gire toh sambhalna hoga sulagte sholon pe main chaalunga wafa ke rangon mein rang lunga nazar mein chehra taraash lunga, tumhaari saansein ki pyaas lunga yeh khwaab itna haseen kyon hain, tumhein wafa pe yakin kyon hain meri toh khwaahish tumhaari chaahat, mujhe bhi kab se tumhaari hasrat milaao na yu nigaah humse ho jaaye na kahi gunaah humse zamaana humko karega ruswaah, jara bataao karoge tum kya mujhe na ruswaayi ka koyi darr, tumhe toh chaaha hain apne dam par kisine humko juda kiya toh, khushi ke mausam mein gam diya toh zamane ke saare ghum sahunga na dur ab tumse main rahunga bahut jataate ho chah humse karoge kaise vivaah humse