Coordenadas de la letra
GLLetra original
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
dhaaga wafaaon ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin
(ho to sooni ranjishon ne loota
kal bura ek khwaab tha jo aaj toota) - 2
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin
(dil se rakhna tum mujhe laga ke
na judaa kabhi dil se karna dil mein basaa ke) - 2
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin
dhaaga wafaaon ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin







