Toofan - Use Toofan Kehte Hain

Letra de Toofan - Use Toofan Kehte Hain

Duración7:22
Idioma originalEU
Vistas270
Coordenadas de la letra

Letra original

EU
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
toofaan toofaan toofaan toofaan toofaan (abhi aaya nahi hai jo abhi aaya huva hai jo abhi aanewaala hai jo use toofaan kehate hain khuda ki shaan kehate hain) - 2 (koi paigaam aaya hai ye tere naam aaya hai bahot nazdik wo jaalim tera anjaam aaya hai) - 2 nahi pehachaanata kuchh bhi nahi jo jaanata kuchh bhi nahi jo maanata kuchh bhi use naadaan kehate hain tujhe shaitaan kehate hain (badalane lag gaya hai rang mehafil ka sanmbhal ja tu hawaaye chal padi hain tej chal bachakar nikal ja tu) - 2 nahi to doob jaayega nahi to toot jaayega use aana hai aayega jise toofaan kehate hain khuda ki shaan kehate hain abhi aaya nahi hai jo abhi aaya huva hai jo abhi aanewaala hai jo use toofaan kehate hain khuda ki shaan kehate hain (likhe jaate hai saare faisale to aasamaano par wahi se bijaliyan girati hain aise beimaano par) - 2 jo hona hai wahi hoga nahi hona nahi hoga ye hona hain yahi hoga ye sab insaan kehate hain tujhe shaitaan kehate hain abhi aaya nahi hai jo abhi aaya huva hai jo abhi aanewaala hai jo use toofaan kehate hain khuda ki shaan kehate hain