Coordenadas de la letra
UZLetra original
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
Teree yad dil se bhulane chala hoo
ke khud apanee hastee mitane chala hoo
ghatao tumhe sath dena padega
mai phir aaj aansu bahane chala hoo
kabhee jis jagah khwab dekhe the maine
wahee khank apanee udane chala hoo
gama-e-ishk le, phuk de meraa daman
mai apanee lagee yoo, bujane chala hoo




