Main Toh Lut Gaya

Letra de Main Toh Lut Gaya

GéneroClassico
Duración3:11
Idioma originalMS
Vistas206
Coordenadas de la letra

Letra original

MS
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
Aji o taash ke baawan patte panje chhakke satte Sab ke sab harjaai main to lut gaya Main to lut gaya raam duhaai Taash ke baavan Daan yateemon ko deta to daani main kahalaata Khush ho jaati biwi jo uske gahane banawata Maine kaagaz ki begam se kaahe aankh ladaai Main to lut gaya Apne dil ka chain bhi haara aur daulat bhi haari Maalik ne insaan banaya main ban gaya juaari Gali-gali mein ho gayi yaaron aaj meri rusawaai Main to lut gaya