Apni Aankhon Mein Basaa Kar

Letra de Apni Aankhon Mein Basaa Kar

Duración3:25
Idioma originalBR
Vistas149
Coordenadas de la letra

Letra original

BR
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
Apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon Jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon Apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon Maine kab tujhse zamaane ki khushi maangi hai Ek halki si mere lab ne hansi maangi hai Saamne tujhko bitha kar tera deedaar karoon Jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon Apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon Saath chhute na kabhi tera yeh kasam le loon Har khushi de ke tujhe tere sanam gham le loon Haaye main kiss tarah se pyaar ka izhaar karoon Jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon Apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon