Mere Dil Ki Dhadkan

Letra de Mere Dil Ki Dhadkan

Duración3:22
Idioma originalSQ
Vistas418
Coordenadas de la letra

Letra original

SQ
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
mere dil ki dhadakan kya bole? - kya bole? main jaanoon aur tu jaane main jaanoon aur tu jaane mera pyaar bhara man kyon dole? - kyon dole? main jaanoon aur tu jaane main jaanoon aur tu jaane chali gayi raat madbhari havaaon ke dole pe ho ke savaar de gayi chaand ki pari nigaahon ko sapanon ka paagal kumaar hamein kis ne diye ye nazaraane - kaun jaane main jaanoon aur tu jaane ... mahaki thi raat ki raani khile the gagan mein chameli ke phool poochha main ne kaan mein tum se muhabbat hai kaisi mazedaar bhool main sun ke lagi kyon sharamaane? - kaun jaane main jaanoon aur tu jaane ...