Kaha The Aap

Letra de Kaha The Aap

Duración4:34
Idioma originalMS
Vistas2.8K
Coordenadas de la letra

Letra original

MS
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
(kaha the aap zamane ke baad aaye hai - 2 mere shabaab ke jaane ke baad aaye hai) - 2 kaha the aap zamane ke baad aaye hai mere hujur bataon meri khata kya hai - 2 bhari bahaar ke jaane ke baad aaye hai mere shabaab se jaane ke baad aaye hai kaha the aap zamane ke baad aaye hai girna tha to palakse hamen gira dete - 2 nazar se hamko giraane ke baad aaye hai mere shabaab se jaane ke baad aaye hai kaha the aap zamane ke baad aaye hai o jinke pyar mein sadiya gujaar di hamne - 2 har ek khwaab jalne ke baad aaye hai mere shabaab se jaane ke baad aaye hai kaha the aap zamane ke baad aaye hai - 2 kaha the aap