Duniya Ne Teri Duniya Wale

Letra de Duniya Ne Teri Duniya Wale

Duración3:15
Idioma originalNL
Vistas588
Coordenadas de la letra

Letra original

NL
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
duniya ne teri duniya wale sukh chain hamara cheen liya pehale to basaayi dil mein khushi phir dil ka sahara chheen liya duniya ne teri duniya vaale ... kya kaam hamein ab jeene se marne ki duaayen kyon na karen toofaan mein kashti aan phansi maujon ne kinara cheen liya duniya ne teri duniya vaale ... aye gam ki ghata ja aur kahi ab paas hamare kuch bhi nahi chamkaya tha jisne kismat ko tuney woh sitara cheen liya duniya ne teri duniya wale ...