Baabul Ka Yeh Ghar

Letra de Baabul Ka Yeh Ghar

Duración6:42
Idioma originalMI
Vistas784
Coordenadas de la letra

Letra original

MI
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
Babul Ka Yeh Ghar Behna kuch Din Ka Thikana Hai banake Dulhan Ek Din tujhe Piya Ghar Jaana Hai baapu Tere Angan Ki main Tho Ek Kali Hoon is Angan Ko Chod Kyun kiss Aur Ka Ghar Sajana Hai beti Ghar Babul Ke kissi Aur Ki Amanat Hai dastoor Duniya Ka hum Sab Ko Nibhana Hai maiya Tere Anchal Ki main To Ek Gudiya Re tune Mujhe Janam Diya tera Ghar Kyun Begana Hai maiya Pe Kya Beet Rahi behna Tu Ye Kya Jaane kaleje Ke Tukde Ko roh Roh Ke Bhulana Hai bhaiya Tere Baag Ki main Kaise Chidiya Re raat Bhar Besara Hai subha Udd Jaana Hai behna Tere Bachpan Ki yaadei Ham Sab Ko Satayengi phir Bhi Teri Doli Ko kaandha To Lagana Hai babul Ka Yeh Ghar Behna kuch Din Ka Thikana Hai banke Dulhan Ek Din tujhe Piya Ghar Jaana Hai...