Jaana Zindagi Se Na Jana

Letra de Jaana Zindagi Se Na Jana

Duración6:09
Idioma originalET
Vistas330
Coordenadas de la letra

Letra original

ET
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen duniya sari dekar lelu main ek tera pyar,yeh pyar saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar zameen hain kya jo tu kahe main chand pe tere saath chalu o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar tum dur ho hazar gum tum pass ho to mujhe hai khushi o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen jaana ho o o jaana jaana ho o o jaana jaana