Coordenadas de la letra
MSLetra original
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
kaahe banaao jhoothi batiyaan hamse
main to jeeti hoon tore dam se
sautan ki galiyaan tum ho aaye
akhiyaan tori bhed bataaye
main to mar gayi tore gam se
hamse saiyaan door na jaao
is birhan ko yoon na sataao
hamara naata janam janam se
huzuur jaaiye gairon ke mehamaan rahiye
mizaaj chaahe jahaan aapaka wahaan rahiy





