Kahee Kahee Se Har Chehra

Letra de Kahee Kahee Se Har Chehra

GéneroPop
Duración5:12
Idioma originalItaliano
Vistas284
Coordenadas de la letra

Letra original

IT
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
Kahee kahee se har chehra , tum jaisa lagta hai tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai oh ho oh oh oh ho aisa bhee ek rang hai mm mm mm oh oh aisa bhee ek rang hai, jo karta hai bate bhee jo bhee isko pehn le, woh apna sa lagta hai tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai kahee kahee se har chehra, tum jaisa lagta hai tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai aur toh sab kuchh thik hai lekin kabhee kabhee yunhee chalta phirta shaher achanak, achanak tanha lagta hai tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai kahee kahee se har chehra, tum jaisa lagta hai tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai abhi yun milte hain humse phul chamelee jaise inse apna koyee , rishta lagta hai tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai kahee kahee se har chehra, tum jaisa lagta hai tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai oh ho aah aah aah oh ho