Intezaar (feat. Asees Kaur)

Letra de Intezaar (feat. Asees Kaur)

ÁlbumIntezaar
Año2019
GéneroPop
Duración4:34
Idioma originalHindi
Vistas219
Coordenadas de la letra

Letra original

HI
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
Na na na Phir kahin dil ne mehsoos kiya tha Ik dafa phir se zinda ye huaa tha Nazar jo aaya tu toh jeena aaya Nazar se phir kyun tu gum ho gaya Pal mein hi Haan tere intezaar hai Kahaan karaar hai Hai teri aas hi dil ko Haan beshumaar hai Bayaan karoon kaise Tera intezar hai Tera intezar hai Tera intezar hai Hmm Na meri kami, na teri khataa Mohabbat mein dono ne paayi sazaa Dil mein nahi wafaayein thi kam Magar waqt humpe na tha meherbaan Kisi kahaani mein tu hoga mera Haan uss kahani mein Milna mujhe phir kahin Haan tera intezaar hai Kahaan karaar hai Hai teri aas hi dil ko Haan beshumaar hai Bayaan karoon kaise Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai