Hamein Tumse Hua Hai Pyar (feat. Udit Narayan)

Letra de Hamein Tumse Hua Hai Pyar (feat. Udit Narayan)

GéneroPop
Duración5:31
Idioma originalMS
Vistas5.5K
Coordenadas de la letra

Letra original

MS
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
18
hame tumse hua hai pyar, ham kya kare , aap hee bataye ham kya kare aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye, ham iss ada pe kyun naa mare hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare bas ham tumhe dekha kare, baithi raho aaghosh men aisi bhi kya diwangi, bilkul nahee ho tum hosh men janeman janejana chhodiye bhi satana, ham iss jalan men kab tak jale tumhe hamase hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare kahne lagi bechainiya, abb dooriyaan hai mushkil badi panchhi piya pardesiya, kaise jiye ham abb yeh ghadi aap se aarju hai, aap se jindgi hai, aap ke bina ham kaise rahe hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare