Akele Hain Chale Aao

Songtext von Akele Hain Chale Aao

Dauer3:39
OriginalspracheEU
Aufrufe187
Songtext-Koordinaten

Originaltext

EU
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
18
Akele hain chale aao jahaan ho Akele hain chale aao jahaan ho Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho Akele hain chale aao jahaan ho Tumhen ham dhoondhte hain hamen dil dhoondhtaa hai Tumhen ham dhoondhte hain hamen dil dhoondhtaa hai Na ab manzil hai koi na koi raastaa hai Akele hain chale aao jahaan ho Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho Akele hain Ye tanhaai kaa aalam aur is par aapkaa gham Ye tanhaai kaa aalam aur is par aapkaa gham Na jeete hain na marte bataao kyaa karen ham Akele hain chale aao jahaan ho Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho Akele hain Chale aao Chale aao chale aao