Gam Ki Vaadi

Songtext von Gam Ki Vaadi

Dauer3:27
OriginalspracheIS
Aufrufe367
Songtext-Koordinaten

Originaltext

IS
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
18
gam ki vaadi mein kushi ka karavaan khone laga ishq mein jo kuch na hona thaa, vahi hone laga gam ki vaadi mein kushi ka karavaan khone laga kaun samajhega muhabbat ki bhala majabooriyaan do dilon ki chaahaten duniya ki naa-manzooriyaan muskuraane hi se pahale pyaar kyon rone laga ishq mein jo kuch na hona thaa, vahi hone laga saamane aankhon ke mere ishq ka anjaam hai hai agar ye zindagi to maut kis ka naam hai ranj-o-gam jaage, naseeba pyaar ka sone laga ishq mein jo kuch na hona thaa, vahi hone laga