Dekho Jara Dekho

Songtext von Dekho Jara Dekho

Dauer6:38
OriginalspracheTürkisch
Aufrufe762
Songtext-Koordinaten

Originaltext

TR
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
18
(dekho zara dekho barkha ki jhadi tan ko bhigoye boondon ki ladi ) - 2 mausam suhaana hai kya aashikaana hai bajne lagi hai tik tik dil ki ghadi dekho zara ... thodi si bechaini thoda nasha aane laga hai mujhe to maza ghungharu bajaati hain chanchal hawa na zaane saawan ki niyat hain kya mujhko sambhalo mushkil hain badi dekho zara ... lalla ... mehke nazaare suhaani dagar main bekhabar na mujhe kuch khabar ho anjaani chahat ka ehsaas hain bheege labon pe nayi pyaas hain phisle kadam kaise rahu main khadi dekho zara ... mausam suhana hain kya aashikaana hai bajne lagi hain tik tik dil ki ghadi (dekho zara dekho barkha ki jhadi tan ko bhigoye boondon ki ladi ) - 2