Ek duje ke vaaste

Songtext von Ek duje ke vaaste

Dauer2:20
OriginalspracheEO
Aufrufe458
Songtext-Koordinaten

Originaltext

EO
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
18
Kitne hi door door hon hum donon ke raaste Mil jaate hain jo bane ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Jaise dil hai dhadkan hai ek duje ke vaaste Jaise aankh hai darpan hai ek duje ke vaaste Jaise barkha saawan hai ek duje ke vaaste Ek sajni ek saajan hai ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Us rab ne jab dil diye Dil ke do tukde kiye Dono mein ek naam leikha Ek radha ek shyam likha Ab ye dil dhadakte hain Milte aur bichhadte hain Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Hum donon ek jaan hain Do dil ek armaan hain Lekin ab is mod kar Dekhein daaman chhod kar Waqt ka hai ye faisla Hum tum ho jaayein juda Maangein khushiyon ki dua Ek duje ke vaaste Maangein khushiyon ki dua Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste . Tell A Friend