Udaas Shaam Kisi Kaab Mein Dhali To Hai

Songtext von Udaas Shaam Kisi Kaab Mein Dhali To Hai

GenrePop
Dauer6:20
OriginalspracheMS
Aufrufe324
Songtext-Koordinaten

Originaltext

MS
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
18
udaas shaam kisi kaab mein dhali to hai yahi bahut hai ke taaza hawa chali to hai jo apani shaak se baahar abhi nahin aayi nayi bahaar ki zaamin wahi kali to hai dhuvaan to jhuuth nahin bolata kabhi yaaro hamaare shahar mein basti koyi jali to hai kisi ke ishq mein ham jaan se gaye lekin hamaare naam se rasm-e-wafa chali to hai hazaar band hon dair-o-haram ke darawaaze mere liye mere mahabuub ki gali to hai