Bahaaron Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai

Songtext von Bahaaron Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai

GenrePop
Dauer4:34
OriginalspracheIndonesisch
Aufrufe280
Songtext-Koordinaten

Originaltext

ID
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
18
bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai mujhe wo gulabadan yaad aa gaya hai lachakati shaak ne jab sar uthaaya kisi ka baankapan yaad aa gaya hai teri suurat ko jab dekha hai mainne uruuch-e-fiqr-o-fan yaad aa gaya hai meri kaamoshi pe hansane waalo mujhe wo kam-sukhan yaad aa gaya hai mile wo ajanabi ban kar to ' rafat' zamaane ka chalan yaad aa gaya hai