Yeh Mera Dil Yaar Ka Deewana

Songtext von Yeh Mera Dil Yaar Ka Deewana

GenrePop
Dauer4:07
OriginalspracheET
Aufrufe749
Songtext-Koordinaten

Originaltext

ET
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
18
La la la la, li la la la la la la Yeh mera dil yaar ka deewana Deewana deewana pyaar ka parwaana Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana Mushkil hai pyaare tera bachke jaana Yeh mera dil yaar ka deewana - 2 (Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) - 2 Jaan ke badle mein jaan loon nazraana Yeh mera dil yaar ka deewana Deewana deewana pyaar ka parwaana (Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) - 2 Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana Yeh mera dil yaar ka deewana Deewana deewana pyaar ka parwaana Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana Mushkil hai pyaare tera bachke jaana Yeh mera dil yaar ka deewana - 2