Neend Aati Hai

Neend Aati Hai লিরিক্স

সময়3:36
মূল ভাষাEO
ভিউ613
লিরিক্স স্থানাঙ্ক

মূল লিরিক্স

EO
অনুবাদ এখনো নেই। মূল লিরিক্স দেখানো হচ্ছে।
18
--MALE-- Neend aati hai na is dil ko qaraar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Neend aati hai na is dil ko qaraar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Tu nahin aayegi jab paigaam yeh aata hai - 2 Chhodke mujhko yeh dil mera chala jaata hai Teri galiyon mein tera voh naam pukaar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Khoob hasti hai, machalti hai, bahut khilti hai - 2 Ek bas mere siva sab logon se milti hai Mere hisse mein tera bas intezaar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Neend aati hai na is dil ko qaraar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 4