Mera Jeevan Kora Kagaz

Mera Jeevan Kora Kagaz লিরিক্স

ধরনInstrumental
সময়3:34
মূল ভাষাMS
ভিউ2.8K
লিরিক্স স্থানাঙ্ক

মূল লিরিক্স

MS
অনুবাদ এখনো নেই। মূল লিরিক্স দেখানো হচ্ছে।
18
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya -2 Jo likha tha Jo likha tha aansoon sang beh gaya Mera jeevan Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya Ik hawa jhoonka aaya -2 Tuut dali se phool -2 Na pavan ki na chaman ki Kiski hai ye bhool -2 Kho gayi kho gayi Khushboo hawa mein kuch na reh gaya Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya Udte panchi ka thikana -2 Mera na koijahan -2 Na dagar hai na khabar hai Jana hai mujhko kahan -2 Ban ke sapna -2 Humsafar ka saath reh gaya Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya Dukh ke andar sukh ki jyoti Dukh hi sukh ka gyan -2 Dard sah ke janm leta Har koi insan -2 Vo sukhi hai -2 Jo khushi se dard sah gaya Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya