Main Ek Sadi Se

Main Ek Sadi Se লিরিক্স

ধরনInstrumental
সময়5:34
মূল ভাষাSQ
ভিউ574
লিরিক্স স্থানাঙ্ক

মূল লিরিক্স

SQ
অনুবাদ এখনো নেই। মূল লিরিক্স দেখানো হচ্ছে।
18
Mm, mm, mm, mm, mm Main ek sadi se baithi hoon - 2 Is raah se koi guzra nahin Kuch chaand ke rath to guzre the - 2 Par chaand se koi utra nahin Main ek sadi se baithi hoon - 2 Din raat ke dono pahiye bhi Kuch dhool udaakar beet gaye, beet gaye Din raat ke dono pahiye bhi Kuch dhool udaakar beet gaye Main man aangan mein baithi rahi - 2 Chaukhat se koi guzra nahin Main ek sadi se baithi hoon - 2 Aakaash bada buddha baba Sab ko kuch baant te jaata hai, jaata hai Aakaash bada buddha baba Sab ko kuch baant te jaata hai Aankhon ko nichoda maine bahut - 2 Par koi aansu utra nahin Main ek sadi se baithi hoon - 2