লিরিক্স স্থানাঙ্ক
HRমূল লিরিক্স
অনুবাদ এখনো নেই। মূল লিরিক্স দেখানো হচ্ছে।
koi mere dil mein - 2 khushi banke aaya
andhera tha ghan roshani banke aaya
koi mere dil mein
dhadakta hai dil jaagti hai umangein - 2
muhaabat ki woh zindagi banke aaya
koi mere dil mein - 2 khushi banke aaya
andhera tha ghan roshani banke aaya
koi mere dil mein
muhabbat ne chheda hai phir saaz dil ka - 2
woh har taar mein raagini banke aaya
koi mere dil mein - 2 khushi banke aaya
andhera tha ghan roshani banke aaya
koi mere dil mein
samaya tha jo dil mein ek dard bankar - 2
woh hothon pe mere hasi banke aaya
koi mere dil mein - 2 khushi banke aaya
andhera tha ghan roshani banke aaya
koi mere dil mein






