Hum Bhool Gaye Re

Hum Bhool Gaye Re লিরিক্স

ধরনInstrumental
সময়5:00
মূল ভাষাইন্দোনেশীয়
ভিউ3.2K
লিরিক্স স্থানাঙ্ক

মূল লিরিক্স

ID
অনুবাদ এখনো নেই। মূল লিরিক্স দেখানো হচ্ছে।
18
hum bhool gaye re har baat magar tera pyar nahi bhoole kyaa kyaa hua dil ke saath - 2 magar tera pyar nahi bhoole hum bhool gaye re har baat magar tera pyar nahi bhoole duniya se shikayat kya karte jab tune hame samjha hi nahi - 2 gairo ko bhala kya samajhaate jab apano ne samaja nahi tune chhod diya re mera haath - 2 magar tera pyar nahi bhoole kyaa kyaa hua dil ke saath - 2 magar tera pyar nahi bhoole hum bhool gaye re har baat magar tera pyar nahi bhoole kasamen kha kar vaade tode hum phir bhi tujhe naa bhool sake - 2 zoole to pade bagon mein magar hum bin tere na zool sake sawan mein jale re din raat - 2 magar tera pyar nahi bhoole kyaa kyaa hua dil ke sath - 2 magar tera pyar nahi bhoole hum bhool gaye re har baat magar tera pyar nahi bhoole